shayari on spend your time with your lover
na vo mujhe ab m use yun milti hu na uski baatein sun ab yun pighalti hu ek wakt tha kuch haseen sa har pal tha jab ek romantic seen sa ab to milna bhi kabhi kabhi hua krta h shaq h mujhe kya vo ab bhi mujhpe marta h kafa usse nahi m, bas wakt ki shararat h you uski aankhon m aaj bhi vahi nazakat h ab late night calls bhi nahi hoti ab m uski shayriyan sunke nahi soti kya wakt hame ek dusre se chheen lega ya yahi wakt hame fir ek moka dega usne kaha ki yaar office ka work load h m gusse m boli tu ye rista hi tod de ek coffee k liye usne bhi mujhe bulaya tabhi meeting k liye boss ka call aaya m bhi uske sath hona to chahti hu uski bahon m sona bhi chahti hu thodi der milne k liye vo bhi aata h use bhi mere bin kaha raha jaata h shayad pyaar ustna hi krte h ham shayad ek dusre p utna hi marte h ham ye to wakt h jo hath nahi aata varna vo paga muje kaha chhod k jata soch rahi hu raat ko aaj fir use sataungi uski shayri sunte hua use bhi gaali sunaungi ha gussa krega ki subha jaldi uthna h ...