Ehsaas Tera
kya kabhi tune jaana h ki eshsaas kya hota h kaise koi sirf kisi ki yaadon k sahare sota h kya kabhi tujhe kisi ka na hona khala h tu soch bhi ni sakti ye kitni buri bla h jiska naam sunte hi dil m baicheni si ho jiski aabaz sunai de to saara chain jaye kho maano uski karzdaar ye saari zindgi ho kuch galat to nahi kiya par tum bhi gunehgaar ho gunah usse pyaar krne ka gunah sirf uspe hi marne ka ye jindi tumhe apni na lage kisi k bandhan m ho bande ye sab m tumhe kyu bata raha hu kyu m tumhe ehsaas krna sikha rha hu tum to bahot pehle hi ja chuke ho kyu m tumhe aabaz laga rha hu itna ehsaas mujhe bhi ho gya h ab ki m tumhe ehsaas galat dila raha hu kaafi khush ho tum kisi ki bahon m koi or ab bitha h palke bicha k rakho m par kya tum uske liye bafadaar ho payogi kya ab use chhod k kisi or ki na ho jaogi kya tum use ye ehsaas dila paogi ki uske sath saari umar bitaogi ya jis galti ka ehsaas mujhe aaj h kl use bhi isi galti...
👌👌
ReplyDelete