M ek safar p niklna hu Manzil ka pata nahi Raaste anjaan h Ek roshni h vaha kahi Kuch musibaten bhi sath h Taiyaariyan mene ki nahi Ma ne chai bhi rakhi h sath m Jo mene abhi pi nahi Kuch musafir mil rahe Or bichad rahe fir kahi Safar haseen bahot h Kahi pahad h, nadiyan kahi M chal raha hu, gir raha hu Manzil ka pata nahi Tu baitha kis intezaar m Utha kadam or chal vahi Safar haseen bahot Manzil ka pata nahi Ek musafir sath h suruat se Mene ma ghar p chhod diya Uske dua sath chal padi Chalte chalte thak gya M ruk gya hu do ghadi Kisi ped ki chayan mili Or hawa bhi chal padi Ek jhoka aaya neend ka Or lori ma ki sun padi M Fir safar p chal diya Leke jhapki do ghadi Na manzil h pahuchne ko Na pane ko h lakshya koi Toofaano k aage khada Sir p bijliyan bhi aa padi Jharno m bahta raha Or nadiya bhi saathi bani Kuch mushkile thi rokti Kuch galtiyan rahi bani Lo ho chala safar khatam Aakhir mujhe manzil mili Zindgi haseen thi Mera mot hi lakshaya bni Chalo uth chalo saf...